Waqt-waqt ki baat hai
Kal hamein tumhara intezaar tha
Aaj tumhein humara intezaar hai
Bahut pukara tha tumhe
Kai aansu bahaaye they
Par naa to tumne hmari pukaar suni
Aur mere ansuon ko bhi samjha toh sirf paani
Kitni mohobbat thi tumse
Is baat ka ilm tha tumhe
Fir bhi chodh dia mujhe
Tanha
Usi dar pe
Bahaut intezaar kiya tha hmne tumhara
Thak kar chodh dia karna intezaar tumhara
Ab tumhe intezaar hmara hai
Bas waqt waqt ki baat hai
Kabhi hmare saath tha
Aaj tumhare saath hai
Bas wo do pal ki aas thi
Jab tu hmare saath thi
Kal hamein tumhara intezaar tha
Aaj tumhein humara intezaar hai
Bahut pukara tha tumhe
Kai aansu bahaaye they
Par naa to tumne hmari pukaar suni
Aur mere ansuon ko bhi samjha toh sirf paani
Kitni mohobbat thi tumse
Is baat ka ilm tha tumhe
Fir bhi chodh dia mujhe
Tanha
Usi dar pe
Bahaut intezaar kiya tha hmne tumhara
Thak kar chodh dia karna intezaar tumhara
Ab tumhe intezaar hmara hai
Bas waqt waqt ki baat hai
Kabhi hmare saath tha
Aaj tumhare saath hai
Bas wo do pal ki aas thi
Jab tu hmare saath thi
No comments:
Post a Comment